Friday, May 10, 2024
Hindi Songs

Kahaaniya Piano Notes Jazbaa

Instructions: Sign + = Higher Octave, - = Lower Octave, # = Sharp Notes, b = Flat Notes. See Piano Theory Click Here Key Name details with diagram.

Kahaaniya Piano Notes Jazbaa Available On Piano Mint. Easy Keyboard Piano Notes For Kahaaniya, Casio Notes, Guitar Chords, Lyrics.

Song : Kahaaniya
Movie : Jazbaa (Aishwarya Rai)
Singer : Nilofer Wani, Arko


Western Notes


Phir se hai shuru ye kahaniya kahaniya
B-ED#EF#G#  F# EEF#C#D# C#C#EC#B-
Nazron mein subah ki rawaniya rawaniya
B-ED#EF#G#  F# EEF#C#D# C#C#EC#B-

Dooriyaan qareeb se hai
BBF#E B-B-B-G#F#
Mohabbatein naseeb se hain
ED#EEB, G#G#AF#G#
Fizaaon mein hai nayaa rang chadha
B-BAG#F#EEEEF#ED#


Sarphira sa dil lo chalaa
D#EEB G#AF#G# D#EB-C#
Dhoondne museebaton ka silsila
D#EEB G#AF#G# D#EB-C#
Doobne hai saanson ke rift mein hai
D#EEB C#+BC#+BB G#AF#G#B

Scientific Pitch Notation

Lyrics


Phir se hai shuru ye kahaniya kahaniya
Nazron mein subah ki rawaniya rawaniya

Dooriyaan qareeb se hai
Mohabbatein naseeb se hain
Fizaaon mein hai nayaa rang chadha

Sarphira sa dil lo chalaa
Dhoondne museebaton ka silsila
Doobne hai saanson ke rift mein hai

Lo chalaa.. (x4)

Bechain aise hain
Hum raah chalne ko
Keh do tufaano se
Rastaa badalne ko

Dil banaaye jo bhi bahaane
Hum usey samjhaate hain
Bas unhi ki hai jannat yahaan pe
Khud ko jo dhoondh paate hain

Khwabon ki lehar si kahaniya kahaniya
Baarish ki sehar si kahaniya kahaniya

Dooriyaan haan qareeb se hai
Mohabbatein naseeb se hain
Fizaaon mein hai nayaa rang chadha

Sarphira sa dil lo chalaa
Dhoondne museebaton ka silsila
Doobne hai saanson ke rift mein hai

Lo chala.. (lo chala) (x4)

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.