Friday, May 10, 2024
Hindi Songs

Khamoshi Piano Notes Title Song

Instructions: Sign + = Higher Octave, - = Lower Octave, # = Sharp Notes, b = Flat Notes. See Piano Theory Click Here Key Name details with diagram.

Khamoshi Piano Notes Title Song Available On Piano Mint. Easy Keyboard Piano Notes For Khamoshi, Casio Notes, Guitar Chords, Lyrics.

Song : Khamoshi
Movie : Khamoshi (2019)
Singer : Shruti Haasan


Western Notes


Khwabo ke jab khoon rishe toh
E+D+E+E+ E+D+E+ E+D+E+E+
Khud hi chakhta hai
F+F+F+ F+E+F+
Kaise wo aapne jakhmo par
F+E+F+ F+E+F+ F+E+F+F+
Marham rakhta hai
D+D+D+ D+C+B

Bedhangi duniya mein kyun
E+E+D+E+ E+D+E+ E+D+E+
Jazbaton ke ho saleeke
F+E+F+F+ G+F+E+F+
Upar upar khamoshi hai
F+E+F+F+ D+C+D+B
Aandar-aandar cheekhein
AAAAB C+B
Aandar-aandar cheekhein
BBB BC+C+D+C+
Aandar-aandar cheekhein
AAAAB C+B
Aandar-aandar cheekhein
BBB BC+C+D+C+

Kaali ye saansein hai meri
Kaali ye saansein hai meri
Ho gaya panga mere
Andar jo shaitan hai kabse
Chal raha danga meri

Scientific Pitch Notation

Lyrics


Khwabo ke jab khoon rishe toh
Khud hi chakhta hai
Kaise wo aapne jakhmo par
Marham rakhta hai

Bedhangi duniya mein kyun
Jazbaton ke ho saleeke
Upar upar khamoshi hai
Aandar-aandar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein

Kaali ye saansein hai meri
Kaali ye saansein hai meri
Ho gaya panga mere
Andar jo shaitan hai kabse
Chal raha danga meri
Aankho mein jalta hai shola
Mann mein ye hungama hai
Jitna bhi bacha ye jeevan
Khoon se ranga maine
Keechad se lagke ye maila
Aisa hi dhanda hai ye
Jaise bimari ka faila
Nasha toh ganda hai ye
Swarthi jamaane ka maara
Mohabbat ka aandha hai ye
Matlab se bhara ye saara
Nafrat ka fanda hai ye

Dikhta hai bhi ya nahi hai
Andherea jo jaata hai
Isse pahle pakdo isko
Dhuwein sa udd jaata hai
Raushni pe andhere sa
Jaise kuch padd jaata hai
Chutki mein fulon ka gulsan
Ekdum se sadd jaata hai
Ashliyat mein dekhun sapna
Chakhta hoon marr jaata hai
Sapna aab hai ya haqeekat
Dohokha ye kar jaata hai
Ek pal jo sochun wo karna
Phir lay se darr jaata hai
Paapo ka ghada jo khaali karta hoon
Phir bhar jaata hai
Paapo ka ghada jo khaali karta hoon
Phir bhar jaata hai

Upar upar khamoshi…
Aandar-aandar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein
Upar upar khamoshi… Khamoshi
Upar upar khamoshi…
Upar upar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein
Khamoshi

Sadiyon se insaani fitrat ka ye kissa hai
Jisme jehar nahi usko sabne hi kuchla hai
Maaro ya phir mar jaao, jungle ke do hi tarike
Upar upar khamoshi hai
Aandar-aandar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein
Upar upar khamoshi…

Mange se haq mil jaaye
Satyug kahan pyaari?
Sachhayi, aachayi bas pustak ki jubaan pyaari
Jinda rahne ko usne na khoon kiye hai teekhe
Upar upar khamoshi hai
Aandar-aandar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein
Aandar-aandar cheekhein
Upar upar khamoshi…

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.