Sunday, May 5, 2024
Hindi Songs

Pyar Diwana Hota Hai Piano Notes Kati Patang

Instructions: Sign + = Higher Octave, - = Lower Octave, # = Sharp Notes, b = Flat Notes. See Piano Theory Click Here Key Name details with diagram.

Pyar Diwana Hota Hai Piano Notes Kati Patang Available On Piano Mint. Easy Keyboard Piano Notes For Pyar Diwana Hota Hai, Casio Notes, Guitar Chords, Lyrics.

Song : Pyar Diwana Hota Hai
Movie : Kati Patang (1970)
Singer : Kishore Kumar

Western Notes

Pyar diwana hota hai mastana hota hain
AC+AFG GGA#G D#FA GA#A
Har khushee se har gam se begana hota hain
AC+AFG GGA#G D#FA GFF

Pyar diwana hota hai mastana hota hain
AC+AFG GGA#G D#FA GA#A
Har khushee se har gam se begana hota hain
AC+AFG GGA#G D#FA GFF

Shama kahe parawane se pare chala ja
Meree tarah jal jayega yaha nahee aa
Woh nahee sunata usako jal jana hota hain
Har khushee se har gam se begana hota hain

Scientific Pitch Notation

Pyar diwana hota hai mastana hota hain
A4 C5 A4 F4 G4, G4 G4 A#4 G4, D#4 F4 A4, G4 A#4 A4
Har khushee se har gam se begana hota hain
A4 C5 A4 F4 G4, G4 G4 A#4 G4, D#4 F4 A4, G4 F4 F4

Lyrics

Pyar deewana hota hai, mastana hota hai
Har khushi se, har gham se begana hota hai
Pyar deewana hota hai, mastana hota hai
Har khushi se, har gham se begana hota hai

Shama kahe parwaane se pare chala ja..
Meri tarah jal jaayega, yahaan nahin aa..
Shama kahe parwaane se pare chala ja..
Meri tarah jal jaayega, yahaan nahin aa..
Woh nahin sunta usako jal jana hota hai
Har khushi se, har gham se begana hota hai

Pyar deewana hota hai, mastana hota hai
Har khushi se, har gham se begana hota hai

Rahe koi sau pardon mein dare sharam se
Nazar ajee lakh churaye koi sanam se
Rahe koi sau pardon mein dare sharam se
Nazar ajee lakh churaye koi sanam se
Aa hi jata hai jis pe dil aana hota hai
Har khushi se, har gham se begana hota hai

Pyar deewana hota hai, mastana hota hai
Har khushi se, har gham se begana hota hai

Suno kisi shayar ne yeh kaha bahut khoob
Mana kare duniya lekin mere mehboob
Suno kisi shayar ne yeh kaha bahut khoob
Mana kare duniya lekin mere mehboob
Woh chhalak jata hai jo paimana hota hai
Har khushi se, har gham se begana hota hai

Pyar deewana hota hai, mastana hota hai
Har khushi se, har gham se begana hota hai

These are demo notes for respective song. You can try it on your instrument. If it works for you and you are comfortable to play with our notes, you can simply get full notes by paying us. Just click the Buy Now button below and see our packages.